Ye moasam hai patjhad ka
tutata hai to tut jane do..
Uljhane saaf hogi ek din,
hawaa to bhi akad dikhane do
Duba hu samandar me,
Bulbule hai nigaho par..
Kabhi raste hai pani me
Kabhi pani hai kinaro par
Kashmkash hai mahobbat ki,
Aag lipti hai panaho me
Kabhi badal garazate hai
Barish hai nigaho me !
Yogesh Bairwa